Jina sanu zindagi diti
Jina sanu saah dita
Onna manzil v B’nai hoyu
Jinna sanu a rahh dita ❤️
Manisha Mann✍️
Jina sanu zindagi diti
Jina sanu saah dita
Onna manzil v B’nai hoyu
Jinna sanu a rahh dita ❤️
Manisha Mann✍️
qayaamat toot padatee hai zara se honth hilane par,
jaane kya hasr hoga jab vo khulakar muskuraayenge…
क़यामत टूट पड़ती है ज़रा से होंठ हिलने पर,
जाने क्या हस्र होगा जब वो खुलकर मुस्कुरायेंगे…💓
Ek waqt hi toh hai jo hamesha badal ta hai
Kitna bhi kosish karlo rukta nahi hai
Yeh kisika nahi hai gulam
Chhin ne pe aajaye toh le jaata hai sukh,chain aur aaram
Sab iske ishare par chalte hain
Jin hone manaa kiya woh jalte hain
Ye waqt kuch chhin ta hai,toh wapas bahut kuch deta hai
Jeene ka,hasne ka,pyaar karne ka phir se ek mauka deta hai
Khusiyon ki shaugaat,lamho ki baarat deta hai
Tute hue dil ke zakham ko marham deta hai
Aur pyaar karne waalon ko milne ka ek haseen mulaqaat deta hai