jindagee aaj kal gujar rahee hai imtihaano ke daur se,
ek jakhm bharata nahee doosara aane kee jid karata hai…
जिन्दगी आज कल गुजर रही है इम्तिहानो के दौर से,
एक जख्म भरता नही दूसरा आने की जिद करता है…
jindagee aaj kal gujar rahee hai imtihaano ke daur se,
ek jakhm bharata nahee doosara aane kee jid karata hai…
जिन्दगी आज कल गुजर रही है इम्तिहानो के दौर से,
एक जख्म भरता नही दूसरा आने की जिद करता है…
Achanak se gayab ho jauga main,
Khayalon mein chhupa hua hoon kahin.
Dil se juda, anjaan rahoon,
Yaadon mein basa hua hoon kahin.
Raat bhar chandni se roshan hokar,
Sitaron mein bikha hua hoon kahin.
Tere khwabon mein kho jauga main,
Aankhon mein basa hua hoon kahin.
Hawaon mein leharata hua,
Zindagi se juda hua hoon kahin.
Achanak se gayab ho jauga main,
Magar teri yaadon mein bana hua hoon kahin.
Bhut pyar aata hai tumpar
Jab tum gusse mein hoti ho
Aur kehti ho tumhari jo marzi ho karo 😘
बहुत प्यार आता है तुम पर ॥
जब तुम गुस्से में होती हो ॥
और कहती हो तुम्हारी जो मरजी हो करो॥😘