Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Yaad rakhna || Heartbroken💔
Ja chuke ho to yaad rkhna
Ki ja chuke ho to yaad rkhna
lot ke bhi mt aana
Dubara pyar karenge
ye umeed bhul kr bhi mt jgana
Title: Yaad rakhna || Heartbroken💔
Kabhi hasa bhi to nahi || sad hindi shayari
Yun tere baad zindagi kabhi hasa bhi to nhi
Tu kab hasa tha e dil yeh yaad bhi to nhi💔
यूँ तेरे बाद ज़िन्दगी कभी हँसा भी तो नहीं
तू कब हँसा था ए दिल यह याद भी तो नहीं💔
