Skip to content

Jinke liye ishq gunah hai || best hindi shayari || hindi status

Jinke liye ishq ek gunah hai
Humein unse hi ishq bepanah hai..!!

जिनके लिए इश्क़ एक गुनाह है
हमें उनसे ही इश्क़ बेपनाह है..!!

Title: Jinke liye ishq gunah hai || best hindi shayari || hindi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Hindi shayari || dard shayari

Dard bankar dil mein chupa kon hai
Reh reh kar ismein chubhta kon hai
Ek taraf dil hai aur ek taraf aayina
Dekhte hai is baar pehle toot ta kon hai💔

दर्द बन कर दिल में छुपा कौन है,
रह रह कर इसमें चुभता कौन है,
एक तरफ दिल है और एक तरफ आइना,
देखते है इस बार पहले टूटता कौन है💔

Title: Hindi shayari || dard shayari


Tu karde haan ek bar || Hindi deep Love Shayari

Mohabbat hai kitni jada tumse,
Kaho to sare jahan ko bata doon,
Tu karde haan ek bar,
Tere kadmo me mein asaam bicha doon.

Title: Tu karde haan ek bar || Hindi deep Love Shayari