Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Zindagi Hindi shayari || ab farak nahi padta
Ab fark nhi padta kon sath hai or kon nhi hai
Kyunki mene zindagi mein unhe bhi khoya hai
jinhe main apni zindagi mana krta tha
Title: Zindagi Hindi shayari || ab farak nahi padta
Dard || sad shayari || two line shayari
Meri zindagi me khushiyo ka to pata nahi
Lekin haa dard hamesha time par milta hai🙃🙌
मेरी ज़िंदगी में खुशियों का तो पता नहीं
लेकिन हाँ दर्द हमेशा टाइम पर मिलता है🙃🙌
