Jisse suljha na paiya aajtak mai,
Zindagi ek azib si paheli de gyi.
Use muskurahat pasand thi meri,
Jate jate use saath le gyi.
Jisse suljha na paiya aajtak mai,
Zindagi ek azib si paheli de gyi.
Use muskurahat pasand thi meri,
Jate jate use saath le gyi.
Chingari ka khauf na diya karo hme
Hum apne dil mein dariya bahaye baithe hai
Are hum to kab ka jal gaye hote is aag mein
Lekin hum to khud ko ansuyon mein bhigoye baithe hain🙌
चिंगारी का ख़ौफ़ न दिया करो हमे,
हम अपने दिल में दरिया बहाय बैठे है,
अरे हम तो कब का जल गये होते इस आग में,
लेकिन हमतो खुद को आंसुओ में भिगोये बैठे है।🙌
Nazakat bhi unki badi qatil hai .
Jhapakti nazare hai ,aur mare ashiq jate hai😍
नज़ाकत भी उनकी बड़ी कातिल है
झपकती नज़रे हैं, और मारे आशिक जाते हैं 😍