Enjoy Every Movement of life!
Ye rang ,ye jaat ,ye nasal
Ye sb tumhare masle hai
Meri maa to mujhe roz chumti hai❤
ये रंग, ये जात, ये नस्ल
ये सब तुम्हारे मसले है
मेरी माँ तो मुझे रोज़ चूमती है❤
Prem Parichay Ko Pehchan Bana Deta Hai,
Prem Registaan Ko Gulistaan Bana Deta Hai,
Main Apni Aap-beeti Kehta Hoon Gairon Ki Nahin,
Prem Insaan Ko Bhagwaan Bana Deta Hai.
