Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Jo samay beet gya || hindi shayari || two line shayari
जो समय बीत गया उससे कुछ सीखो और
जो समय आने वाला उसे खुशी से जिओ….
Jo samay bit gaya usase kuch sikho
Jo samay aane wala hai use khushi se jio.
Title: Jo samay beet gya || hindi shayari || two line shayari
Pyaar vyar bekar hai
Chor kar aya parivar aur yaar ko
Reh rha hu akela paane pyaar ko
Fir Pyaar ney bhi muhh mor liya
Humne bhi apna dil torr liya
Ab wapas mur nahe sakte
Aur kisi ke ho nahe sakte
Toh kaise btau dil ka ye haal mai
Yaron karke baitha hu haal apna behal mai
