Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Andaze hi laa sakde ho || 2 lines true shayari
apni sakhshiyat baare khud raye banao te apne parshanshak khud bano
kyuki tusi hi apne baare jande ho
baki sirf andaaze hi lgaa sakde ho
ਆਪਣੀ ਸਖਸ਼ੀਅਤ ਬਾਰੇ ਖੁਦ ਰਾਇ ਬਣਾਉ ਤੇ ਆਪਣੇ ਪ੍ਰਸ਼ੰਸਕ ਖੁਦ ਬਣੋ,
ਕਿਉਂਕਿ ਤੁਸੀਂ ਹੀ ਆਪਣੇ ਬਾਰੇ ਜਾਣਦੇ ਹੋ
ਬਾਕੀ ਸਿਰਫ ਅੰਦਾਜ਼ੇ ਹੀ ਲਗਾ ਸਕਦੇ ਹਨ।
ਹਰਸ✍️
Title: Andaze hi laa sakde ho || 2 lines true shayari
Bs itna kaafi hai..!❤️ || Love hindi shayari
Mashhoor hone ki khwaish nhi hme,
Aap hme jaante hai bs itna kaafi hai..
Paas se dekhne ki khwaish nhi hme,
Door se dekh lete hai bs itna kaafi hai..
Nzre milaane ki khwaish nhi hme,
Teri nazaron me khud ko dekh lete hai, bs itna kaafi hai.
Neend aane ki khwaish nhi hme,
Teri baaton me raat guzar jaaye, bs itna kaafi hai..
Likhne ki khwaish nhi hai hme,
Lafz panno pe khud uttar aaye, bs itna kaafi hai..
Tumhe maangne ki khwaish nhi hme,
tumhaare saath do pal mil jaaye, bs itna kaafi hai..
