Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Zindagi || sad shayari
Kis tarah se gulami mai zindagi basar hogi
Raat din kar k kaam kis tarah raaton ko need aati hogi.
Haal mera mujse bhu poocho inayat .
Kis tarah se gulami mai zindagi basar hogi
Title: Zindagi || sad shayari
Wafa e pyar || hindi shayari || true lines
Haal-e-mohabbat ko dekhte huwe iss daur se faraar chahta,
Soorat ko najar andaj kar main seerat se Talluqaat chahta hun.
Bewafai,behayai,behudagi, kya kya nahi hai iss jamane mein,
Inn sabse door jaa kar main bhi kisi se wafayen pyaar chahta hun.🥰
हाल-ए-मोहब्बत को देखते हुवे इस दौर से फरार चाहता हूं,
सूरत को नजर अंदाज कर मैं सीरत से ताल्लुकात चाहता हूं।
बेवफाई,बेहयाई,बेहूदगी,क्या क्या नही है इस जमाने में,
इन सबसे दूर जाकर मैं भी किसी से वफाएं प्यार चाहता हूं ।।🥰
