
aksar jo hasil nahi ho paata
use mohobat nahi maana jaata
Enjoy Every Movement of life!

Zehan mein to hai
Vo kisi sazish mein to hai.
Aankhein nam dekh kar man nahi bhara unka
Koi mujhe toot te hue dekhne ki khwahish mein to hai…🙃
जहन में तो हैं ,
वो किसी साज़िश में तो हैं ,
आंखे नम देख कर मन नहीं भरा उनका ,
कोई मुझे टूटते हुए देखने की ख्वाहिश में तो हैं …🙃
Khud nu kar buland inna
ke har takdeer ton pehlan
khuda v puchhe tainu
ke teri takdeer hai ki bandeya
ਖੁਦ ਨੂੰ ਕਰ ਬੁਲੰਦ ਇੰਨਾ
ਕਿ ਹਰ ਤਕਦੀਰ ਤੋਂ ਪਹਿਲਾਂ
ਖੁਦਾ ਵੀ ਪੁੱਛੇ ਤੈਨੂੰ
ਕਿ ਤੇਰੀ ਮਰਜ਼ੀ ਹੈ ਕੀ ਬੰਦਿਆ