Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
True lines || two line hindi shayari
Kisi sehra mein mehkta gulistan na ho jau
Har aib sudhar lu to farishta na ho jau…🙌💯
किसी सहरा में महकता गुलिस्तान न हो जाऊ….
हर ऐब सुधार लू तो फरिश्ता ना हो जाऊ….🙌💯
Title: True lines || two line hindi shayari
Socha na tha || hindi sad shayari
Chodd kar chali jaogi ye socha na tha,
Mere Pyar ko iss kadar thukraogi socha na tha,
Aur pyar kiya to beshumaar tha tumse,
Magar tum iss kadar tadpaogi socha na tha.
