Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Waqt⌛ || sad but true || hindi shayari
Ye kalyug hai jnaab
Yhan waqt ghadi ki suiyaa nhi apno ka raviyaa batata hai💯
ये कलयुग है जनाब
यहां वक्त घड़ी की सुइयां नही अपनो का रवैया बताता है 💯
Title: Waqt⌛ || sad but true || hindi shayari
Qalam
Tujhe malum hai me ek Qalam hu,,
Me karta hu Baya gairo ke dil ki,,
Tu shayar hai samajh sakta hai shayad,,
Ke kya halat huyi hai mere dil ki,,
Me wo likhta hu jo tu dekhta hai,,
Me keh sakta nhi hu apne dil ki,,
He kala khoon bass mere jigar me,,
Tere alfaz dhadkan mere dil ki,,


