Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mohabbat || chahat shayari || Hindi love shayari
Ke wafa pyar ki aadat hoti hai
Mohabbat ishq ki ibbadat hoti hai
Tu kya samjhti hai. Jismai ishq hai mera
Arey isse upar bhi koi chahat hoti hai🥰
Title: Mohabbat || chahat shayari || Hindi love shayari
Imtihaan leti hai zindagi || zindagi shayari
Mana ki zindagi imtihaan leti hai kabhi khushiyan to kabhi gam deti hai kon tai krega manzil takk ka safar apna musafir bhi pehchan leti hai 🍂
माना कि ज़िंदगी इम्तिहान लेती है कभी खुशियां तो कभी गम देती है कौन तय करेगा मंज़िल तक का सफर अपना मुसाफिर भी पहचान लेती है 🍂
