Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Urdu Ghazal or Shayari
صرف ایک ملاقات بھی ایسی نہیں ہو سکتی کیا تجھ سے میری
جو تا عمر مجھے لگے کہ گزشتہ روز ہی کی تو یہ بات ہے میری
SIRF EK MULAAQAAT BHI AISI NAHI HO SAKTI KYA TUJH SE MERI
JO TAA UMAR MUJHE LAGE KE GUZISHTA ROZ HI KI TO YEH BAAT HAIN MERI
Title: Urdu Ghazal or Shayari
Ae baadal || beautiful hindi shayari on love
Ae baadal itna na baras ke vo aa na sake,
Uske aane ke baad itna baras ke vo ja na sake😌🙈
ए बादल इतना न बरस के वो आ ना सके,
उसके आने के बाद इतना बरस के वो जा न सके।😌🙈
