Enjoy Every Movement of life!
Aapke ishq ka ailaan bne baithe hain
Hum fakiri mein bhi sultaan bane bethe hain
Mein apni pehchaan btaun to btaun kaise
Jab ke hum khud teri pehchaan bane bethe hain ❤
आपके “इश्क़” का ऐलान बने बैठे हैं,
हम फ़क़ीरी में भी सुल्तान बने बैठे हैं,
मैं अपनी पहचान बताऊँ तो बताऊँ कैसे,
जबकि हम ख़ुद तेरी पहचान बने बैठे हैं।❤
Aakhir ❤️Ek din sath apna chut hi jayega
Wada ho kuch bhi tha 💔toot hi jayega
kahan👳 sajta tha tumhre sapno ka mahal
Jis din hamne choda tumhe wo bhi toot jayega🥀
