Skip to content

Death sad shayari Image || KAARRNI

death shayai sad punjabi ||  yaadan teriyaan di kaarrni vich, main ik din karr jaana vekhi tu ik din main bin baalan de hi sarr jaana

yaadan teriyaan di kaarrni vich, main ik din karr jaana
vekhi tu
ik din main bin baalan de hi sarr jaana


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Lakh Kosishan de bawjood || Sad shayari || sad status

Us nu chaheyaa tan bahut c
par oh miliyaa hi nahi
meriyaan lakhan koshishan de bawjood
faasla mitteya hi nahi

ਉਸ ਨੂੰ ਚਾਹਿਆ ਤਾਂ ਬਹੁਤ ਸੀ,
ਪਰ ਉਹ ਮਿਲਿਆ ਹੀ ਨਹੀ…
ਮੇਰੀਆਂ ਲੱਖ ਕੋਸ਼ਿਸ਼ਾਂ ਦੇ ਬਾਵਜੂਦ,
ਫਾਸਲਾ ਮਿਟਿਆ ਹੀ ਨਹੀਂ !!!

Title: Lakh Kosishan de bawjood || Sad shayari || sad status


Mujhe dar lagta hai || Sad and love shayaru

Mujhe dar lagta hai jab jab tu mera haath pakadta hai kyunki mujhe pata hai ye kabhi chutega to hi.

Mujhe dar lagta hai jab jab tum mujhe mehfooz nigahon se dekhte ho kyunki mujhe pata hai ye nigahen kabhi phirengi to hi.

Mujhe dar lagta hai jab jab tu mujhe apni baahon mein qaid kar leta hai kyunki mujhe pata hai tu kabhi inse riha karega to hi.

Mujhe dar lagata hai jab jab tu mujhe apna ehsas dilata hai kyunki mujhe pata hai ye ehsas aage maujud hoga nahi.

Mujhe dar lagta hai jab jab mere qareeb aata hai kyunki mujhe pata hai tu dur kabhi na kabhi to hoga hi.

Mujhe dar lagta hai teri inn baton se kyunki mujhe pata hai ye baatein aage kabhi hogi ni.

Mujhe dar lagta hai jab jab tu mujhse milta hai kyunki mujhe pata hai tere ye milne se aage mohtajgi hogi hi.

Mujhe dar lagta hai tere har waqt ke saath se kyunki mujhe pata hai ye saath akhir ek na ek din tutega hi.

Title: Mujhe dar lagta hai || Sad and love shayaru