Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Sad Hindi Shayari | Betrayal Shayari in hindi | Heartbreaking shayari

Phoolon ka gucha jo yun raase mein akela chhoota hai,
Lagta hau aaj fir kisi heer ne raanjhe ko dhokhha diya hai,
Lagta hai aaj fir kisi sahiba ne apne mirze ko loota hai…
Title: Sad Hindi Shayari | Betrayal Shayari in hindi | Heartbreaking shayari
Aapka sath || hindi shayari || love shayari
Zindagi ke bhi apne alag usool hain
kisi ki raahon me kante to kisi me phool hain
bas aapka sath mil jaye to sare sharte kabool hain ✨
ज़िंदगी के भी अपने अलग उसूल हैं
किसी की राहों में कांटे तो किसी में फूल हैं
बस आपका साथ मिल जाए तो सारी शर्ते कबूल हैं ✨
