Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Love shayri || hindi shayari
khyalon me mere hamesha tum aaye❤
sanso me meri tum hi samaye 😘
duniya ko meri tum hi mahakaye 😍
khwabon me tum roj ful banke aaye..🌸
ख्यालों में मेरे हमेशा तुम आए❤
सांसो में मेरी तुम ही समाए😘
दुनियां को मेरी तुम ही महकाए😍
ख्वाबों में तुम रोज फूल बन कर आए🌸
Title: Love shayri || hindi shayari
Har ladki ka khawaab hun
Har ladki ka khawaab hoon…
Har Ek ke hothon ka unkaha Jawaab hoon…
Raheta tumhare Dilon mein hee hoon…
Mere bin pal bhar Bhi sakoon na Milega…
Ki tumhari raahon ka chiraag mai hee to hoon…
