Enjoy Every Movement of life!
Tere saath Bitaya hua har pal mujhe Jannat ke barabar lagta hai
Mehsoos hua jo teri nazar se mujhe Ibadat ke barabar lagta hai
Kismat mai apna saath likha ho ya na likha ho
Tere Yaadon ki Daulat mujhe Viraasat ke barabar lagti hai
Har waqt aapko yaad krte…
Har waqt aapke sath bithae lamhae ko yaad krte…
Aur yeh sochte ki hum kitne khush nasib hai ki aap humare ho…❣️
हर वक़्त आपको याद करते
हर वक़्त आपके साथ बिताए लमहों को याद करते
और यह सोचते की हम कितने खुशनसीब हैं की आप हमारे हो❣️
