Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Muskra ke chal diye || 2 lines shayari on aansu
Wo mile, baat kiye, fir thukraa ke chal diye
ham baithe, jraa roye, fir muskuraa ke chal diye
वो मिले, बात किए, फिर ठुकरा के चल दिए।
हम बैठे, जरा रोए, फिर मुस्कुरा के चल दिए।
हर्ष ✍️
Title: Muskra ke chal diye || 2 lines shayari on aansu
Hindi shayari || dard shayari
Dard bankar dil mein chupa kon hai
Reh reh kar ismein chubhta kon hai
Ek taraf dil hai aur ek taraf aayina
Dekhte hai is baar pehle toot ta kon hai💔
दर्द बन कर दिल में छुपा कौन है,
रह रह कर इसमें चुभता कौन है,
एक तरफ दिल है और एक तरफ आइना,
देखते है इस बार पहले टूटता कौन है💔
