Skip to content

Kaise dekhu kisi aur ki taraf || love hindi shayari

Kisi or ki taraf nazar kaise karun
unhe jo chahiye uss per to hukumat 
tumhari hai… ❤️

किसी और की तरफ़ नज़र कैसे करूँ
उन्हें जो चाहिए उस पर तो हुकूमत तुम्हारी है…❤️

Title: Kaise dekhu kisi aur ki taraf || love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jinda hai || yaad shayari

Jinda hai!

         Aaj bhi wo hamari yadome jinda hai
    Unka wo muskura kar julfe sudharna aaj bhi hamari yadome me jinda hai
                                  …..

or ham unki in yado ke sahare jinta hai

Title: Jinda hai || yaad shayari


Kisi se itni…… || 2 lines so true life shayari Hindi

Kisi se itni #NAFRAT na karo k kabhi
MILNA pade to MIL na sako…

Or 

Kisi se itni #MOHABBAT na karo k kabhi
TANHA jeena pade to JEE naa sako..!!

Title: Kisi se itni…… || 2 lines so true life shayari Hindi