Eh dil
kitna masoum hai tu
kisi anjan se b kaise kar laita hai pyar
kisi ko to koi farak nai padta
khud k gam kyu kar laita hai hazaar
jhoothe aur sache k b farak nahi pata tujhe
kaise maan laita hai kisi ko rooh k yaar
Song: dil kya kare
dil ko agar
aschaa laghe koi
jhotha hi sahi……. e dil……
mai usako chaand kah doo ye mumakin to hai,
magar… log use raat bhar dekhen ye mujhe gavaara nahin…
मै उसको चाँद कह दू ये मुमकिन तो है,
मगर… लोग उसे रात भर देखें ये मुझे गवारा नहीं…