Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Bewafai ka bazaar || Hindi shayari sach

wo pyaar to humse karta hai par
maine usse gairo ko khat likhtey dekha hai
Arsh tu shayar nahi tu kayar hai
kyunki maine gairo ki baho me
tujhe chhipte dekha hai
KhwaaB me || hindi 2 lines shayari
Aakhe khuli toh jaag uthi hasrate tamam
us ko bhi kho diya jise paya tha khawab me
आँखें खुलीं तो जाग उठीं हसरतें तमाम,💞
उस को भी खो दिया जिसे पाया था ख़्वाब में😔

