Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Uche jinke naseeb || best hindi shayari || true lines
Aksar uljh jate hain imtehaan de de kar
Uche jinke naseeb huya karte hain..!!
Teh hota hai unka door ho jana
Jo dil ke bhut kareeb huya karte hain..!!
अक्सर उलझ जाते हैं इम्तिहान दे दे कर
ऊँचे जिनके नसीब हुआ करते हैं..!!
तह होता है उनका दूर हो जाना
जो दिल के बहुत करीब हुआ करते हैं..!!
Title: Uche jinke naseeb || best hindi shayari || true lines
Umeed shayari hindi || darwaze pe
Darwaze par baithi rehti hu yooh hi waqt be waqt
tum aao na aao umeed bani rehti hai
दरवाजे पर बैठी रहती हूं यूं ही वक्त बे वक्त
तुम आओ ना आओ उम्मीद बनी रहती हैं।

