Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
sazaa dete toh bhi seh lete || Mohobbat shayari
Yaara, saza deta toh bhi seh lete
Dil ki 2 baate hum bhi keh lete
Magar tu toh sath chhod diya
Agar yhi mohobbat hoti to tere bina hum bhi reh lete! 🥀
Jo jiska Naseebo hota Hai || Hindi shayari || true lines
na koi kisi se door hota hai
na koi kisi ke kareeb hota hai
wo khud he chal ke aata hai
jo jiska nasib hota hai….😇
न कोई किसी से दूर होता है
न कोई किसी के करीब होता है
वो खुद ही चल के आता है
जो जिसका नसीब होता है 😇

