Skip to content

Kamsin c ladki || in love

Kanto par chal kar phoolo se bate karti sapno ki unchi udaan zamane se darti toofan me kashti utare vo kamsin si ladki nayi nayi umange aur khawahishon ka jharna hai khud se khud ka rishta tay karna hai🫣 Kamsin c ladki || in love shayari


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Urdu Ghazal or Shayari || humein khud ko || love shayari

HAMAIN KHUD KO SIRF TERE DAAYRE TAK HI TO MEHDOOD RAKHNA HAI

MOHABBAT SE ISHQUE KA YEH SAFAR OOROOJ SE ZAWAAL KI JAANIB TO AAYE GA NAHI

ہمیں خود کو صرف تیرے دائرے تک ہی تو محدود رکھنا ہے
محبّت سے عشق کا یہ سفر عروج سے زوال کی جانب تو آئے گا نہیں

Title: Urdu Ghazal or Shayari || humein khud ko || love shayari


Jab yaad aati hai || Love

Jab yaad aati hai…

Toh aankh bhar aati hai…

Tumse mill kr…

Zindgi khoobsurat nazar aati hai…

जब याद आती है…

तो आँख भर आती है…

तुमसे मिल कर..

ज़िन्दगी खूबसूरत नज़र आती है…

Title: Jab yaad aati hai || Love