Skip to content

Kamyaabi || Hindi status || life motivation

Life motivation shayari || Hindi shayari



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Fark padhta hai || love hindi shayari

Fark padta hai tere na hone se
Fark padta hai tujhe khone se..

Fark padta hai teri nazdeekiyo se
Fark padta hai teri duriyo se….

Fark padta hai teri galtiyo se
Fark padta hai uthti ungliyon se…

Fark padta hai tere paas hone se
Fark padta hai tujhe sochh rone se….

Fark padta hai sirf teri khusiyo se
Fark nahi padta zamane ki bandishon se….

Title: Fark padhta hai || love hindi shayari


ai zindagee too apanee || Hindi SHayari from Heart 2 Lines

ऐ ज़िन्दगी तू अपनी रफ़्तार पे ना इतरा,
जो रोक ली मैंने अपनी साँसें तो तू भी चल ना पायेगी…

ai zindagee too apanee raftaar pe na itra,
jo rok lee mainne apanee saansen to too bhee chal na paayegee…

Title: ai zindagee too apanee || Hindi SHayari from Heart 2 Lines