Skip to content

Kasoor us chehre da || Dard shayari and punjabi status

Neend ton koi shikwa nai
jo aundi ni raat bhar
kasoor tan us chehre da
jo saun ni dinda raat bhar

ਨੀਂਦ ਤੋਂ ਕੋਈ ਸ਼ਿਕਵਾ ਨਹੀਂ
ਜੋ ਆਉਂਦੀ ਨੀ ਰਾਤ ਭਰ
ਕਸੂਰ ਤਾਂ ਉਸ ਚਹਿਰੇ ਦਾ
ਜੋ ਸੌਣ ਨਈ ਦਿੰਦਾ

Title: Kasoor us chehre da || Dard shayari and punjabi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mitti ki khoobsurti || Hindi shayari

Girte patton se shakhon ke berang nazare hain
Lehron ki khanak sunne ko betaab kinare hain
Murjha gayi hain kaliyan bhi do boond pani ki aas mein
Mitti ki khoobsurti ab bejaan foolon ne saware hain…💯

गिरते पत्तों से शाखों के बेरंग नज़ारे हैं,
लहरों की खनक सुनने को बेताब किनारे हैं,
मुरझा गई हैं कलियाँ भी दो बूँद पानी की आस में,
मिट्टी की खूबसूरती अब बेजान फूलों ने सवारे हैं…💯

Title: Mitti ki khoobsurti || Hindi shayari


Khud se baaten || true lines || sad but true

Maene puchha khudse

~Itna udaas kyun ho

Usne bola, neend nehi aarahi

Maene bola~kisise pyar karte ho?

Usne bola,khudko chhodke sabse

Maene bola~neend isiliye nehi aarahi hai.

Title: Khud se baaten || true lines || sad but true