Skip to content

Kat rahi hai zindagi || Two line shayari || true line shayari

Kat rahi hai zindagi kuch ese
Titli ka jism jaise daba ho kitab mein… 💔💯

कट रही है ज़िन्दगी कुछ ऐसे…
तितली का जिस्म जैसे दबा हो किताब में….💔💯

Title: Kat rahi hai zindagi || Two line shayari || true line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jhuthi kasmein || sad but true || two line Hindi shayari

Lag raha hai bhut jhuthi kasme khayi hai tumne meri
Din br din meri tabiyat kharab hoti ja rahi hai 🍂

लग रहा है बहुत झूठी कसमें खाई है तुमने मेरी
दिन पर दिन मेरी तबियत खराब होती जा रही है 🍂

Title: Jhuthi kasmein || sad but true || two line Hindi shayari


Reject in love

Unke message se pyar ho gya tha… 💕

Unki taswir se lagaoo ho gya tha… 😍

Unke ek message se dil chakna chur ho gya… 💔

Unke ek lafaz se me kitna dur ho gya… 🕊️

Title: Reject in love