Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kirdaar || true line hindi shayari
Apne Kirdaar Par Daalkar Parda,
Log Keh Rahe hain Zamana Kharab hai 🪦
अपने किरदार पर डालकर परदा
लोग कह रहे हैं ज़माना खराब है🪦
Title: Kirdaar || true line hindi shayari
Sab waqt ki baat hai || waqt hindi shayari
Inn baaton par kon qayam rehta hai janaab,
Humne waqt ke sath iss waqt ko bhi badalte dekha hai ✌️
इन बातों पर कौन कायम रहता है जनाब,
हमने वक़्त के साथ इस वक़्त को भी बदलते देखा है ✌️
