FURSAT TO ITNI BHI NAHI TUMHE KE KHAIRIYAT POOCH LO
YOUN SHOEBA SAFAR ZINDAGI KA TAKHAIYYUL MAIN TERE KABHI KHATM HO GA NAHI
فرصت تو اتنی بھی نہیں تمھیں کہ خیریت پوچھ لو
یوں شعیبہ سفر زندگی کا تخیّل میں تیرے کبھی ختم ہوگا نہیں

Hum dono ke rahein alag alag the
Phir bhi milkar ek raaste bana diya
Manzilein kaahe dur khade the
Aur phir bhi hum ne khawaboo mein apna ek aashiyana bana diya
प्यार वो है जो जज्बात को समझे,
मोहब्बत वो है जो एहसास को समझे,
मिलते हैं जहाँ में बहुत अपना कहने वाले,
पर अपना वो है जो बिन कहे हर बात समझे। 💘
Pyar wo hai jo jazbat ko samjhe,
Mohabbat vo hai jo ehsaas ko samajhe,
Milate hain jahaan mein bahut apana kahane vaale,
Par apana vo hai jo bin kahe har baat samajhe