Skip to content

Khamiya hjar najar aayi🫰 || sad shayari 2 lines

Khamiya hjar najar aayi🫰 || sad shayari 2 lines


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Zamane guzar gaye || Hindi shayari || life Hindi shayari

Ilmo aadab ke sare khazane guzar gaye,
Kya khoob the vo log purane guzar gaye
Fakat hai zameen pe logo ki bheed
Insaan ko maare zamane guzar gaye 🍂💯

इल्मो अदब के सारे खज़ाने गुजर गए,
क्या खूब थे वो लोग पुराने गुजर गए।
फक़त है जमीं पे लोगो की भीड़ ,
इंन्सा को मारे जमाने गुजर गए।🍂💯

Title: Zamane guzar gaye || Hindi shayari || life Hindi shayari


LOVE HINDI SHAYARI || yaha tak tum ho || love status

Love Hindi shayari || Safar wahi tak yaha tum ho,
Nazar wahi tak yaha tak tum ho,
Vese to hazaron phool khilte hain gulshan mein magar,
Khushboo vahi takk yaha tak tum ho 💕
Safar wahi tak yaha tum ho,
Nazar wahi tak yaha tak tum ho,
Vese to hazaron phool khilte hain gulshan mein magar,
Khushboo vahi takk yaha tak tum ho 💕

Title: LOVE HINDI SHAYARI || yaha tak tum ho || love status