Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ceta na mera aaeya || punjabi sad alone shayari
Hanju akh ne lukaaeya e
kyu bane anjaan tu naam tera gutt te likhaeya e
muk chale saah saare das tainu cheta na mera aaeya e
ਹੰਝੂ ਅੱਖ ਨੇ ਲਕਾਇਆ ਏ
ਕਿਉ ਬਣੇ ਅਨਜਾਣ ਤੂੰ ਨਾਮ ਤੇਰਾ ਗੁੱਟ ਤੇ ਲਿਖਾਇਆ ਏ
ਮੁੱਕ ਚੱਲੇ ਸਾਹ ਸਾਰੇ ਦੱਸ ਤੈਨੂੰ ਚੇਤਾ ਨਾ ਮੇਰਾ ਆਇਆ ਏ
Title: Ceta na mera aaeya || punjabi sad alone shayari
Gam zindagi mein || sad hindi shayari
Teri ankhon ka zikar jo mein, apne dil se na karta
Aaj bhi khush hi hota, mein jeene se na darta
Vese to gam zindagi mein, aur bhi likhe hain meri
Kishte kayi aur bhi hai, tere pyar ki udhaari ka vyaj to na bharta…
तेरी आँखों का जिक्र जो मैं, अपने दिल से ना करता..
आज भी खुश ही होता, मैं जीने से ना डरता..
वैसे तो गम जिंदगी में, और भी लिखे हैं मेरी..
किश्तें कई और भी हैं, तेरे प्यार की उधारी का व्याज तो न भरता….
