
Kuch gaur ispe kijiye..!!
Lafzon mein kya rakha hai sahib
Khamoshiyon ko sun lijiye..!!

Jaise tumne hath mein waqt ko roka ho
Sach to ye hai tum bas ankhon ka dhokha ho
Isi liye to tum sabse jada bhaati ho
Kitne sache dil se jhuthi kasam khati ho..🙂
जैसे तुमने हाथ में वक्त को रोका हो,
सच तो ये है तुम बस आंखों का धोखा हो,
इसी लिए तो तुम सबसे ज्यादा भाती हो,
कितने सच्चे दिल से झूटी कसम खाती हो..🙂
Kon kehta hai pyaar sirf ek bar hota hai hum to jab bhi unhe dekhte hai unhi se baar baar hota hai 😍
कौन कहता है प्यार सिर्फ एक बार होता है हम तो जब भी उन्हे देखते हैं उन्ही से बार बार होता है 😍