Skip to content

Khamoshiyan || True lines || Hindi shayri

Khamoshiyan hi thik hain
Lafzo se log rooth jate hain 💯

खामोशियाँ ही बेहतर हैं
लफ़्ज़ों से लोग रूठ जाते हैं💯

Title: Khamoshiyan || True lines || Hindi shayri

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Duaa! karta hu || 2 lines love shayari

Ek dua karta hoon khuda tujhse ki, Mohabbat dur le ja mujhse.💔💔
kahin koi Badnaam Na Ho jaaye in hathon se jo dua Karti hai tujhse..🙏🙏🙏

Title: Duaa! karta hu || 2 lines love shayari


Pyar kya hota hai || love hindi shayari

Chand ko dekha hai mei ne gaur se
Mohobbat ko mahsoos kiya hai mei ne qareeb se
Ahsaas to bahut kuch huwa
Par pyar kya hota aaj woh bhi seekh gae aapse❤

चांद को देखा है मैने गौर से
मोहोब्बत को महसूस किया है मैने करीब से
एहसास तो बहुत कुछ हुआ
पर प्यार क्या होता आज वो भी सीख गए आपसे❤

Title: Pyar kya hota hai || love hindi shayari