Skip to content

Khata se pehle || love Hindi poetry

Maar hi daal mujhe chasm
A ada se pahle apni manzil
Ko pahunch jau kaza se
Pahle….!!

Ek nazar dekh lu aa jao
Kaza se pahle tumse milne
Ki tamanna hai khuda se
Pahle….!!

Hashr ke din mein puchunga
Khuda se pahle tumne roka
Nahi kyu mujhe khata se
Pahle….!!

A meri mout thahar unko
aane De zara zahar ke jaam
na De mujhko dawa se pahle.

Haath pahunche bhi na the
Zulf tak yaaro hathkadi
Daal di zalim ne khata se
Pahle…….!!


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kesi saza ho gayi || Punjabi sad shayari || heart broken

Ikk tere bina jiona
Duja mar mar ke
Eh kaisi saja ho gayi zindagi meri nu..!!

ਇੱਕ ਤੇਰੇ ਬਿਨਾਂ ਜਿਓਣਾ
ਦੂਜਾ ਮਰ ਮਰ ਕੇ
ਇਹ ਕੈਸੀ ਸਜ਼ਾ ਹੋ ਗਈ ਜ਼ਿੰਦਗੀ ਮੇਰੀ ਨੂੰ..!!

Title: Kesi saza ho gayi || Punjabi sad shayari || heart broken


Respect || english quotes || true lines

Best way to earn respect is to treat others with respect

Title: Respect || english quotes || true lines