Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Waqt se pehle || two line shayari
Waqt se pehle haadso se ldha hu
Mein apni umr se kyi saal bada hu..🍁
वक़्त से पहले हादसों से लड़ा हूँ
मै अपनी उम्र से कई साल बड़ा हूँ..🍁
Title: Waqt se pehle || two line shayari
Raaziq ka khayal hi nahi || two line shayari
Allah ko bhool gaye log fikr-e-rozi mein
Talaash rizk ki hai raziq ka khyal hi nahi💯
अल्लाह को भूल गए लोग फिक्र-ए-रोज़ी में
तलाश रिज्क की है राजिक का ख्याल ही नहीं💯
