Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
khuda tak badal lete || SO true sad hindi lines
usane mahaboob hee to badala hai phir taajjub kaisa,
dua kabool na ho to log khuda tak badal lete hai..
उसने महबूब ही तो बदला है फिर ताज्जुब कैसा,
दुआ कबूल ना हो तो लोग खुदा तक बदल लेते है..
Title: khuda tak badal lete || SO true sad hindi lines
Tere milne ki fariyaad || Love shayari hindi
Paas nahi ho fir bhi tumhe pyaar karte hai
dekhkar tasveer tumaahri tumhe yaad karte hai
dil me itni tadap hai
ke har waqt tere milne ki fariyaad karte hai
पास नही हो फिर भी तुम्हे प्यार करते हैं,
देखकर तस्वीर तुम्हारी तुम्हे याद करते हैं,
दिल में इतनी तड़प है,
के हर वक्त तेरे मिलने की फरियाद करते हैं! 💘
