Skip to content

Khayalon ke kafile || beautiful lines|| hindi shayari

Khayalon ke kafile kuch is kadar gehre the,
Kal fir karwaton ne sari raat sone na diya🙃💯

ख्यालों के काफिले कुछ इस कदर गहरे थे,
कल फिर करवटों ने सारी रात सोने न दिया।🙃💯

Title: Khayalon ke kafile || beautiful lines|| hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Andhere ki duniya || dard shayari hindi sad

Aksar log andhere ko apni duniya maan lete hain

Kadwi sachhai ko jhel nahi paate hain

Ujjale ki roshni uski andhere ki duniya ko nigal leti hai

Uski iss jhuti Jahan ki badal dati hai

Andhere ki duniya bhale hi jhuti ho sukun ke do pal deta hai

Ujjali Kiran aane waale sach ka kal deta hai

Kya kare yeh dil sach maanta hi nahi

Dhoke kaa maara hai,yakeen karna isko aata nahi

Title: Andhere ki duniya || dard shayari hindi sad


inj barbaad na karna || Sad and bewafa shayari

Asi v karage tenu bhulan di koshish,
Tusi v ho sake ta sanu yaad na karna,
Asi ta hoe tuhadi khatir barbaad ,
Par hor kise nu inj barbaad na karna.

Title: inj barbaad na karna || Sad and bewafa shayari