Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kuchh baato ko || True hindi shayari

aur kuchh baato ko bta na skaa
dil ko toh bahut samjaya maine
bas apno ko hi samjha na sakaa
Na kadar na fikar || sad hindi shayari || two line shayari
Aakhir mohobbat unhi se kyu hoti hai
Jinhe na to hamari kadar hoti hai Or Na fikar💔..!!
आखिर मोहोब्बत उन्ही से क्यों होती है
जिन्हें न तो हमारी कदर होती है और न फिक्र 💔..!!
