Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mohobbat ka Dard || sad but true || Hindi shayari
Har koi mera ho jaye ayesi meri taqdeer nahi β¦
Mai wo shisha hu jiski koi tasveer nahi ..π.
Dard se hai rishta Mera khushiyan mujhe naseeb nahi ..
Mujhe bhi koi yaad kare main itna khushnaseeb nahi..ππ―
Title: Mohobbat ka Dard || sad but true || Hindi shayari
Mujhse gham ki..π₯Ίπ || 2 lines status
Hasna ata hai mujhe Mujhse gham ki baat nhi hoti,
Meri baaton mein mjak hota hai par meri haar baat mjak nhi hoti…π₯Ίπ
