Skip to content

Khid jawe mera dil || true love shayari || sacha pyar status

Khid jawe mera dil milan te
Ohde khayalan di ikk shooh nu..!!
Uston bina eh saah vi na kam de ne
Oh lazmi e meri rooh nu..!!

ਖਿੜ ਜਾਵੇ ਮੇਰਾ ਦਿਲ ਮਿਲਣ ‘ਤੇ
ਓਹਦੇ ਖਿਆਲਾਂ ਦੀ ਇੱਕ ਛੂਹ ਨੂੰ..!!
ਉਸਤੋਂ ਬਿਨਾਂ ਇਹ ਸਾਹ ਵੀ ਨਾ ਕੰਮ ਦੇ ਨੇ
ਉਹ ਲਾਜ਼ਮੀ ਏ ਮੇਰੀ ਰੂਹ ਨੂੰ..!!

Title: Khid jawe mera dil || true love shayari || sacha pyar status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Meri aankho ko teri || pyar shayari

Meri aankhon ko teri aankhon ka deedaar adhura h,

Mere chechre pr tere haathon ka swaad adhoora h, 

Teri ek jhalak ko mukammal krne k liye,

Meri dhadkan ke dhadakne ka intzaar adhura hai, 

Kaash is dil ko tumhara aitbaar na hua hota,

To Hme bhi kisise kbhi pyaar na hua hota, 

Jee lete hm bhi bevafaai k shaare,

Agar pyaar hme tumse beintehaa na hua hota.

Title: Meri aankho ko teri || pyar shayari


Ishq || love hindi shayari

Kon kehta ki sirf paa lena hi ishq hai
yaar ko khokar uski yaad me dube rehna bhi ishq hai..❤️

कौन कहता है कि सिर्फ पा लेना ही इश्क़ है
यार को खो कर उसकी याद में डूबे रहना भी इश्क़ है..❤️

Title: Ishq || love hindi shayari