Skip to content

KHOOBSURATI

“KYA KEHTI THI YE RAAHE,

 HAR PAL TUJHE HE DEKHNA CHAHE,

 AANKHON MEI TERI EK JHALAK HE THI KAAFI,

AE KHUDA KYA MUJHE DOGE TUM MAAFI,

ITNI KHOOBSURATI TO DEKHI NAHI JAATI,

TERI ZULFE MERE SAPNO MEI AA KE LEHRATI,

KABHI NA KAR PAONGA MAI ISS DIL KA VYAPAR,

KYUNKI KAR LIYA HAI MAINE TUJHSE SACHHA WAALA PYAAR”

Title: KHOOBSURATI

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mohabbat ke lafz

Ab mohabbat hai ya nafrat isse mat jataya Karo

Baat ko Karo khatam, Jo Dil mae hai Usse zuban pe laya karo


अब मोहब्बत है या नफ़रत इससे मत जताया करो

बात को करो ख़तम, जो दिल में है उससे ज़ुबान पे लाया करो

Title: Mohabbat ke lafz


Andhere me jeene do || sad shayari

Andhere me jeene do || sad shayari