
aur hamesha diisron ki talaash karte ho
apne aap ko khushi deni ki sochte ho
phir bhi doosron ke liye aakhein bharte ho
Enjoy Every Movement of life!

izteraab me h zindagi meri..
Ab toh dard me hi araam rakha h…
Tu ab bhi nhi bikhra modassir tere rab ne tujhe thaam rakha h !!!
Pyar main itni izazat de do
Ke saath rahein ya na rahein,
Bas tumse pyaar karte rahein,
Tum intezaar karo na karo,
Hum intezaar karte rahein❤
प्यार में इतनी इज़ाज़त दे दो
के साथ रहें या न रहें
बस तुमसे प्यार करते रहें
तुम इंतज़ार करो न करो
हम इंतज़ार करते रहें❤