Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ishq hone laga hai dard se bhi || sad hindi shayari
Khayalat badalne lage hain jinme
Mehaz un rangon mein dhal rahi hai..!!
Ishq hone laga hai dard se bhi
Kuch zindagi esi chal rahi hai..!!
ख़यालात बदलने लगे हैं जिनमे
महज़ उन रंगों में ढल रही है..!!
इश्क होने लगा है दर्द से भी
कुछ ज़िन्दगी ऐसी चल रही है..!!
Title: Ishq hone laga hai dard se bhi || sad hindi shayari
Khud se baaten || true lines || sad but true
Maene puchha khudse
~Itna udaas kyun ho
Usne bola, neend nehi aarahi
Maene bola~kisise pyar karte ho?
Usne bola,khudko chhodke sabse
Maene bola~neend isiliye nehi aarahi hai.
