Maene puchha khudse
~Itna udaas kyun ho
Usne bola, neend nehi aarahi
Maene bola~kisise pyar karte ho?
Usne bola,khudko chhodke sabse
Maene bola~neend isiliye nehi aarahi hai.
Maene puchha khudse
~Itna udaas kyun ho
Usne bola, neend nehi aarahi
Maene bola~kisise pyar karte ho?
Usne bola,khudko chhodke sabse
Maene bola~neend isiliye nehi aarahi hai.
MARR BHI GAYE JO HUM PYAAR MEIN TERE.
DIL TOH HAMARA RAHEGA TUMHARA.
YAAD TUMHARI HAMESHA AATI RAHEGI,
CHAHE KITNE SUKH DUKH AAYE ZINDAGI MEIN MERI.
Vo haseen hai, vo saadgi pasand hai,
Payal nhi, use kaala dhaga pasand hai,
Pasand hai use, mujhe har baar jeetna,
Mujhe na khona bhi uski pasand hai,
Mujhe roothna pasand hai, use manana pasand hai….❤️
वो हसीन है, वो सादगी पसंद है,
पायल नहीं, उसे काला धागा पसंद है,
पसंद है उसे, मुझे हर बार जीतना,
मुझे ना खोना भी उसकी पसंद है,
मुझे रूठना पसंद है, उसे मनाना पसंद है….❤️