Skip to content

Khud se khud hi hai || Sad life

Najane khudse khud hi q Hai khafa

Jeene Ki umeede chod di kitni dafa

Apne sb ho rhe yaha bewafa

Maut se v yeh guzarish Ah jaa tu ek dafa

Raate kitne kaat te khayalaato me

Dekhte bin  soye  sapne hum kitne

Chot itne she Hai ab tak Ki she Ni honge kisi ne v utne

Har gum ko dabalete U Ki koi gum hi Ni

Zinda toh h fir v lgta khud me zinda toh hum v ni

Hai yeh Jahan or Apne saare

Fir v hum toh U baithe haare  haare

Bdi khubsurat h Teri Kripa

Uparwale waah re

Title: Khud se khud hi hai || Sad life

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Hum Aapko Achhe Nahi Lagte || True 2 sad lines hindi

Dil Behlane Ke Liye Hi Guftgu Kar Liya Karo Janab
Maloom To Humein Bhi Hai Ki Hum Aapko Achhe Nahi Lagte!

Title: Hum Aapko Achhe Nahi Lagte || True 2 sad lines hindi


Tum laut ke aayoge || sad hindi shayari

Tumhare jane ke baad
Yahi vaada khud se kiya tha
Tum laut ke aayoge
Yahi bahana khud ko diya tha💔

तुम्हारे जाने के बाद
यही वादा खुद से किया था
तुम लोट के आओ गे
यही बहाना खुद को दिया था💔

Title: Tum laut ke aayoge || sad hindi shayari