narazgi tumari | sad shayari
Tum naraz ho mujse..isliye..
Mein naraz Hun khud se

Enjoy Every Movement of life!
narazgi tumari | sad shayari
Tum naraz ho mujse..isliye..
Mein naraz Hun khud se

वो शमा की महफ़िल ही क्या,
जिसमे दिल खाक ना हो,
मज़ा तो तब है चाहत का,
जब दिल तो जले, पर राख ना हो…♥️
Wo shama ki mahfil hi kya,
Jisme dil khak na ho,
Maja toh tab hain chahat ka,
Jab dil toh jale par rakh na ho..♥️
Ek Muddat se ujadte hi chale aaye Hain
Ek Lamhe mein kahan hamen Savar jana hai
Jis tarah din Kate Raat bhi gaya hathon se
Is tarah humne bhi kisi sham Gujar jana hai💯
एक मुद्दत से उजड़ते ही चले आये हैं
एक लम्हे में कहाँ हमें सवर जाना है
जिस तरह दिन कटे रात भी गया हाथों से
इस तरह हमने भी किसी शाम गुज़र जाना है💯