Skip to content

Khuda || khuda hindi shayari

Noor mein basarat teri ,
Jha chalu vha hasarat teri.
Har duaa mein tu sirkat kre ,
Jab chaahe tu Quismat likhe.
Naa koi reet na rivaaz hai tere,
Bas jha chade vha ahesas hai tere.
Kam se kam hai nishani tere,
Par hum ensaan bhi toh dete hai gavaahi teri.

Title: Khuda || khuda hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


kya khabar thi mujhko || HIndi shayri

Kya khabar thi mujhko
Baadal itna beparwah bhi hai
Sakht Tanha kar gaya
Ab ki barsaaton mein

Title: kya khabar thi mujhko || HIndi shayri


Jeene ki dua || sad but true || hindi shayari

Ham fakeero se kya puchhte ho dastan-e-mohabbat❣️
Hm to bewafao ko bhi jeene ki dua dete hai🙂

हम फकीरों से क्या पूछते हो दास्तां-ए-मोहोब्बत❣️
हम तो बेवफ़ाओं को भी जीने की दुआ देते हैं🙂

Title: Jeene ki dua || sad but true || hindi shayari